Na rahu is duniya me...

Na rahu is duniya me Na rahu is duniya me to kise fark padta hai chala jau  yha se khai to kon gila karta hai ugte suraj ko sb salam krt...

Na rahu is duniya me


Na rahu is duniya me to kise fark padta hai
chala jau  yha se khai to kon gila karta hai
ugte suraj ko sb salam krte hai chipte ko kon dekha krta hai
Na rahu is duniya me to kise fark padta hai
khushbu ko to apnate hai sbhi gandgi ko kon sath rakh hai
aasman ko chune ki chahat to sbhi krte hai
zami par gire ko kon uthaya krta hai
Na rahu is duniya me to kise fark padta hai  Na rahu is duniya me to kise fark padta hai...

You Might Also Like

0 comments

Popular Posts